Dekha Ek Khwab (From "Silsila")

Dekha Ek Khwab (From "Silsila") Lyrics

Safarnama - Amitabh Bachchan  by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar, Amitabh Bachchan

Song  ·  514,654 Plays  ·  5:55  ·  Hindi

© 2017 Saregama

Dekha Ek Khwab (From "Silsila") Lyrics

dekha ek khaab to ye silsile hue
dekha ek khaab to ye silsile hue
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue

dhadakanon mein tere geet hain milee hue

pyaar ke hazaar deep hain jaale hue
pyaar ke hazaar deep hain jaale hue
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue

ye kambakht yaad hee to tabah kar detee hai, doctor sahab
us gali se guzar hua nahin ki palatnaa mushkil ho jaataa hai
phir to zarur koyi aisee yaad hogee jiskaa vaastaa aapke dil se hoga

dekha ek khaab to ye silsile hue
door tak nigaah mein hain gul khile hue
dekha ek khaab to ye silsile hue
door tak nigaah mein hain gul khile hue

ye gilaa hai aapakee nigaahon se
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue

dekha ek khaab to ye silsile hue
door tak nigaah mein hain gul khile hue

meri saanson mein basii khushboo teri
ye tere pyaar kee hai jaaduugari
teri aavaaz hai hawaon mein
pyaar ka rang hai fizaaon

dhadakanon mein tere geet hain milee hue

dekha ek khaab to ye silsile hue
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue

mera dil hai teri panaahon mein
aa, cchopa loon tuje main banhon mein
teri tasveer hai nigaahon mein
door tak roshni hai raahoon mein

kal agar naa roshni ke kaafile hue
pyaar ke hazaar deep hain jaale hue

dekha ek khaab to ye silsile hue
door tak nigaah mein hain gul khile hue
ye gilaa hai aapakee nigaahon se
phool bhee hon darmiyaan to faasle hue

dekha ek khaab to ye silsile hue
door tak nigaah mein hain gul khile hue

Writer(s): Javed Akhtar, Hari Chaurasia, Shiv Sharma<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Safarnama - Amitabh Bachchan

Loading

You Might Like

Loading


5m 55s  ·  Hindi

© 2017 Saregama

FAQs for Dekha Ek Khwab (From "Silsila")