Do Deewane Shaher Mein

Do Deewane Shaher Mein Lyrics

Swami Gharonda Dooriyan  by Jaidev, Runa Laila, Bhupinder

Song  ·  814,772 Plays  ·  4:26  ·  Hindi

© 1993 Saregama

Do Deewane Shaher Mein Lyrics

Do deewane shahar mein
Do deewane shahar mein
Raat mein ya dopahar mein aab-o-dana
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain

Do deewane shahar mein
Raat mein ya dopahar mein
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain
Do deewane

In bhoolbhulaiya galiyon mein
Apna bhi koi ghar hoga
Ambar pe khulegi khidki ya khidki pe khula ambar hoga
In bhoolbhulaiya galiyon mein
Apna bhi koi ghar hoga
Ambar pe khulegi khidki ya
Khidki pe khula ambar hoga

Asmani rang ki ankhon mein
Asmani ya aasmani
Asmani rang ki ankhon mein
Basne ka bahana dhoondhte hain
Dhoondhte hain
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain
Do deewane shahar mein
Raat mein ya dopahar mein
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain
Do deewane

Jab taare zameen par
Taare aur zameen par?
Of course!
Jab taare zameen par chalte hain
Akash zameen ho jata hai

Us raat nahin phir ghar jata
Woh chaand yahin so jaata hai
Jab taare zameen par chalte hain
Akash zameen ho jata hai
Us raat nahin phir ghar jaata
Woh chaand yahin so jata hai

Pal bhar ke liye
Pal bhar ke liye
Pal bhar ke liye in ankhon mein
Hum ek zamana dhoondhte hain
Dhoondhte hain
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain
Do deewane shahar mein
Raat mein ya dopahar mein
Aab-o-dana dhoondhte hain
Ek aashiyana dhoondhte hain
Do deewane, do deewane
Do deewane, haan do deewane
Do deewane, haan do deewane

Lyrics powered by JioSaavn


More from Swami Gharonda Dooriyan

Loading

You Might Like

Loading


4m 26s  ·  Hindi

© 1993 Saregama

FAQs for Do Deewane Shaher Mein