![Is Jahan Ki Nahi Hai](https://c.saavncdn.com/548/King-Uncle-Hindi-1993-20210407130950-500x500.jpg)
Is Jahan Ki Nahi Hai Lyrics
King Uncle by ft. Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh
Song · 1,000,172 Plays · 5:49 · Hindi
Is Jahan Ki Nahi Hai Lyrics
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Do jahan de ke le lu toh sasti hain yeh
Do jahan de ke le lu toh sasti hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Rehte ho aankho mein
Tum he abb raat din
Rehte ho aankho mein
Tum he abb raat din
Abb toh ghar hai tumhara
Hamari aankhen
Abb toh ghar hai tumhara
Hamari aankhen aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe
Duniyawalo se rakhana bacha kar inhe
Na churale koyi yeh tumhari aankhe
Na churale koyi yeh tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhe
Iss jahan ki nahi hain tumhari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Aasman se yeh kisne utari aankhe
Hain tumhare liye he hamari aankhe
Lyrics powered by JioSaavn
More from King Uncle
Loading
You Might Like
Loading
5m 49s · Hindi