Kar Har Maidaan Fateh

Kar Har Maidaan Fateh Lyrics

Sanju  by Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh

Song  ·  57,397,616 Plays  ·  5:11  ·  Hindi

© 2018 T-Series

Kar Har Maidaan Fateh Lyrics

pighalaa de zanjiren
bana unki shamshiren
kar har maidan fateh, o bandeya...
kar har maidan fateh

ghaayal parinda hai too, dikhalaa de zindaa hai too
baaqi hai tujme hausla
tere junun ke aage ambar panaahen maange
kar daale too jo faisalaa

ruthi taqadiren to kya?
tuuti shamshiren to kya
tuuti shamshiron se hee, ho-ho

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
re bandeya, har maidan fateh

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
re bandeya, har maidan fateh

in gardishon ke baadlon pe chadh ke
vaqt ka girebaan pakad ke
poochna hai jeet ka pata, jeet ka pata

in muththiyon main chaand taare bhar ke
aasamaan kee had se guzar ke
ho jaa too bheed se juda
bheed se juda, bheed se juda

kehne ko zarraa hai too
lohe ka chharra hai too
tuuti shamshiron se hee, ho-ho

kar har maidan fateh (kar har maidan fateh)
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
re bandeya, har maidan fateh

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
o, bandeya, har maidan fateh

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
re bandeya, har maidan fateh

teri koshishen hee kaamyaab hongee
jab teri ye zid aag hogee
phunk dengee naa-ummdiyaan, naa-ummdiyaan

tere peeche peeche raste ye chal ke
paanv ke nishaanon mein dhal ke
dhoondh lenge apana ashiyaan
apana ashiyaan, apana ashiyaan.

lamhon se aankh milaa ke
rakh de jee jaan ladaa ke
tuuti shamshiron se hee, ho-ho

kar har maidan, har maidan
har maidan, har maidan

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
o, bandeya, har maidan fateh

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
o, bandeya, har maidan fateh

kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
re bandeya, har maidan fateh

kar har maidan fateh
re bandeya, har maidan fateh

Writer(s): Shekhar Astitwa, Vikram Montorse<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Sanju

Loading

You Might Like

Loading


5m 11s  ·  Hindi

© 2018 T-Series

FAQs for Kar Har Maidaan Fateh