Kya Hua Tera Wada Lyrics
Kya hua tera vaada
Woh kasam woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Oh din zindagi ka aakhri dinna hoga
Yaad hai mujhko tune kaha tha
Tumse nahin roothengey kabhi
Dil ki tarah se haat mile hain
Kaise bhala chootengey kabhi
Teri baahon mein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
Kya hua tera vaada
Woh kasam woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Oh din zindagi ka aakhri dinna hoga
Kya hua tera vaada
Woh kasam woh iraada
O kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ke khatir
Yah jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahin
Kya hua tera vaada
Woh kasam woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Oh din zindagi ka aakhri dinna hoga
Kya hua tera vaada
Woh kasam woh iraada
Writer(s): Rahul Dev Burman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Revive 3
Loading
You Might Like
Loading
5m 16s · English