Sakhee Shagun Lyrics
Sakhee Shagun Ki Mitti Mitti Raat Aayi Hain
Sang Sajana Ke Sajii Ek Barat Aayi Hain
Vaari Jau Main Piya Ji Ki Matvaari Ankhon Ke
Vaari Jau Main Piya Ji Ki Kajarari Ankhon Pe

Piya Mhare Jiya Mhara Tere Bin Khali
Tere Bin Toh Mere Din Toh Khaamakha Jaari

Saare Rasamo Rivazo Se Bandhi Hain Dorr
Mangal Vela Hain
Kaisi Kaisi Halchale Manchi Hain Mora Janata
Aakela Hain
Meri Saanson Ne Machaya Kaisa Shor Hain
Saari Duniya Mein Faila Ye Anzor Hain
Vaari Jau Main Piya Ji Ki Matvaari Ankhon Ke
Vaari Jau Main Piya Ji Ki Kajarari Ankhon Pe
Sang Sajana Ke Sajii Ek Barat Aayi Hain
Sakhee Shagun Ki Mitti Mitti Raat Aayi Hain
Sakhee Shagun Ki Mitti Mitti Raat Aayi Hain
Piya Mari Jiya Mara Tere Bin Khali
Tere Bin Toh Mere Din Toh Khaamakha Jaari
Piya Mari Jiya Mara Tere Bin Khali
Tere Bin Toh Mere Din Toh Khaamakha Jaari
Lyrics powered by JioSaavn
More from Sakhee Shagun
Loading
You Might Like
Loading
3m 34s · Hindi