Sama Hai Suhana Suhana Lyrics
samaan hai suhana-suhana, nashe mein jahaan hai
kisi ko kisi kee khabar hee kahaan hai
har dil main dekho mohabbat javaan he
samaan hai suhana-suhana...
kah rahee hai nazar-nazar se afsaane
kah rahee hai nazar-nazar se afsaane
ho raha hai asar ke jiskoo dil jaane
dekho ye dil kee ajab daastaan hai
nazar bolti hai, dil bezubaan hai
samaan hai suhana-suhana...
ho gaya hai milan dilon ka mastaana
ho gaya hai milan dilon ka mastaana
ho gaya hai koyi kisi ka deewaanaa
jahaan dilruba hai, dil bhee vahaan hai
jise pyaar kahie vahee darmiyaan hai
samaan hai suhana-suhana, nashe mein jahaan hai
kisi ko kisi kee khabar hee kahaan hai
har dil main dekho mohabbat javaan he
Writer(s): Rajindar Krishan, Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Ghar Ghar Ki Kahani
Loading
You Might Like
Loading
3m 27s · Hindi