Sare La Makan Se Talab Hui

Sare La Makan Se Talab Hui Lyrics

Ibadat (Islamic Sufi Qawwalies for Ramadan & Eid Mubarak)  by Sabri Brothers

Song  ·  22,817 Plays  ·  11:00  ·  Hindi

℗ 2015 NAV Records

Sare La Makan Se Talab Hui Lyrics

Aye Khatam e Rusul, Kaba e Maqsood tu hee
Dar surat e har chay hast maujood tuhi
Aayat e kamal e haq ayan nastbato
Azaat kay darpardah nihaan bood tuhi
Suhani raat thi, x2Aur pur′sukoon zamana tha
Asar mein dooba hua jazb e aashiqana tha
Unhein to arsh main mehboob ko bulana tha, hawas thi deed key mairaj ka bahana tha
Sarela makan se talab hui
Sue e muntaha woh chale Nabi
Yeh kamal e husn ka mojza
Ke firaaq o haq bhi na seh saka
Sir e la makan se talab huwi
Sue e muntaha woh chalay Nabi
Shab e Mairaj liya arsh e bareen per bulwaye
Sadma e hijr Khuda say bhi gawara na huwa
Sir e la'makaan se talab howi
Su e muntaha wo chalay Nabi
Koi had hai unkay urooj key, balaghal ula be kamalehi
Sir e la′makaan se talab huyee, koi had hai unke urooj ki
Khair ul Wara, Sadr ud Duqa, Najm ul Huda, Noor ul Ula
Shams ud Duha, Badr ud Duja, Ya'ani Mohammad Mustafa
Koye had hei unkay uroj key ... x4Khair ul vara, sader ud Duka, Najm ul Huda, Noor ul Ula
Shams ud Duha, Bader ud Duja, Yani Muhammad mustufa
Aaqa rawa salare deen, Ya Rehmat Al Lil Aala Meen
Aa muqtuda e mursaleen, aa peshwa e ambiya
Jannat nishan e qoouet to, wash shams eeman ro e to
Wallail wasf e loe to, khubi ye ruyat badduha
Is mein to is mein aazmi, jis main to jaan e alami
Zaat e to fakhr e aadmi, shaan e to shaane kibriya
Koi had hai unke urooj ki ... x4Jo gaya hai farsh say arsh tak, woh burakto lay gaya bedharak
Tabaqay zameen waraq e falaq, gaye neeche paaon say pursarak
Latein zulf key jo gayi latak, to jahan saragaya mehak
Hoye must bulbulay is qadar, to yeh ghunche bole chatak chatak
Koi had hai unke urooj ki ... x4Gaye ghar say charh kay burraq per
Shab e wasl rukh say howi sahar
Yeh safar tha khoob se khoobtar
Yeh he tha her ik ki zaban per
Koi had hai unke urooj ki ... x4koi had hai unke urooj ki, balaghal ula be kamalehi
Yeh hi ibtida yeh hee intiha, yeh farogh jalwa e haq numa
Ke jahaan sara chamak utha, kasha fad duja bejamalehi
Rukh e mustafa ki yeh roshni, yeh tajallion ki hama hamike her ik cheez chamak uthi, Kasha'fad dujaa bijamaalihi
Kay har eik cheiz chamak uthi ... x4Kasha fad dujaa bijamaalihi
Na falak, na chand tare, na saher, na raat hoti
Na tera jamal hota, na yeh kainaat hoti
Ke her ik cheez chamak uthi ... x3Kasha fad dujaa bijamaalihi
Woh sarapa rehmat e kibriya, ke her ik pay jis ka karam howa
Aaa (Sufi Chants...)
Yeh Quran e paak hai barmala, hasonat jamiyo khisalehi
Yeh kamal e haq e muhammadi, key her ik pe chashm e karam rahi
Sir e hashar nara e ummati, Hasunat jami′u khisaalihi
Wohi haqnigar wohi haqnuma, rukh e mustafa hai wo aaina
Ke Khuda e Paak nay khud kaha, Sallu ′aleyhi wa aalihi
Mera deen ambar e warsi, ba
Khuda hai ishq e mohammadi
Aaa (Sufi Chants...)
Mera zikr o fikr hai bus yehi, sallu 'aleyhi wa aalihi
Sallu ′alaihi wa alihi ... x4Che kunam bayane kamaleo, balaghal ula be kamalehi
Che farogh karda jamaleho, Kasha fad dujaa bijamaalihimun hairatamza khisaleho, Hasunat jami'u khisaalihidil o jaan e maba khayaleho, Sallu ′aleyhiwa aalihi
Sallu 'alaihi wa alihi ... x4Aie mazhar e noor e Khuda, balaghal ula be kamalehi
Maula Ali mushkil kusha, Kasha faduja bijamaalihi
Hasnain jaan e fatima, Hasunat jami′u khisaalihi
Yani Mohammad Mustafa, Sallu 'aleyhi wa aalihisallu 'alaihi wa alihi ... x4

Writer(s): Traditional, Sabri Brothers<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Ibadat (Islamic Sufi Qawwalies for Ramadan & Eid Mubarak)

Loading

You Might Like

Loading


11m   ·  Hindi

℗ 2015 NAV Records

FAQs for Sare La Makan Se Talab Hui