![Yeh Raatein Yeh Mausam](https://c.saavncdn.com/381/Yeh-Raatein-Yeh-Mausam-Hindi-2020-20201229112605-500x500.jpg)
Yeh Raatein Yeh Mausam Lyrics
Yeh Raatein Yeh Mausam by Irfan Erooth
Song · 88,319 Plays · 2:57 · Hindi
Yeh Raatein Yeh Mausam Lyrics
ye raatein, ye mausam, nadi ka kinaraa, ye chanchal haea

kahaa do dilon ne ki mil kar kabhi hum naa honge juda

ye kya baath hai aaj kee chaandanee mein?

ki hum kho gae raagini mein
ye banhon mein baahen, ye bahaki nigaahen
lo aanae lagaa zindagi ka mazaa
ye raatein, ye mausam, nadi ka kinaraa, ye chanchal haea
sitaron kee mehafil mein kar ke ishaara
sitaron kee mehafil mein kar ke ishaara
kahaa ab to saara jahaan hai tumhaaraa
mohabbat javaan ho, khulaa aasamaan
kare koyi dil aarazu aur kya?
ye raatein, ye mausam, nadi ka kinaraa, ye chanchal haea
kahaa do dilon ne ki mil kar kabhi hum naa honge juda
ye raatein, ye mausam, nadi ka kinaraa, ye chanchal haea
Writer(s): Kishore Kumar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Yeh Raatein Yeh Mausam
Loading
You Might Like
Loading
2m 57s · Hindi