Yeh Raaten Yeh Mausam

Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics

Yeh Raaten Yeh Mausam  by Sanket Banker

Song  ·  4,663 Plays  ·  2:14  ·  Hindi

℗ 2021 Sanket Banker

Yeh Raaten Yeh Mausam Lyrics

Yeh raatein yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Yeh raatein yeh mausam
Nadi ka kinara yeh chanchal hawa
Kaha do dilon ne
Ke milkar kabhi hum
Na honge juda
Yeh raatein yeh mausam
Nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa

Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai aaj ki chandni mein
Ke hum kho gaye pyar ki ragini mein
Yeh baahon mein baahein
Yeh behki nigahein
Lo aane laga zindagi ka maza

Yeh raatein yeh mausam
Nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa.

Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Sitaron ki mehfil ne karke ishara
Kaha ab toh sara
Jahaan hai tumhara
Mohabbat jawaan ho
Khula aasmaan ho
Kare koi dil aarzoo aur kya

Yeh raatein yeh mausam
Nadi ka kinara
Yeh chanchal hawa

Writer(s): Ravi Shankar Sharma, Ravi, Shailendra, Jalraj Jalraj<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Yeh Raaten Yeh Mausam

Loading

You Might Like

Loading


2m 14s  ·  Hindi

℗ 2021 Sanket Banker

FAQs for Yeh Raaten Yeh Mausam